khwab mein kutte ko marna

khwab mein kutte ko marna ki tabeer ha k dushman ko tabah kary ga,
khwab mein kutte ko marna ki tabeer ha k dushman ko tabah kary ga,
khwab mein pani ka fawara dekhna dil o damagh pur sakoon hoga ranj o gham door hoga,
khwab mein shahtoot ki darakht dekhna ki tabeer hai k maal mily ga araam se zindagi basar hoge,
khwab mein samandar mein terna bary audha paye ga qadar o manzlat mein izafa ho ga,
khwab mein kapra dekhna ghurbat se pareshan hoga aur agar khariday to hiraan hoga
khwab mein log dekhna ki tabeer ha k agar bohat se logon ne sabz kapry pehny han to yeah iss k aram aur paak o deendar aur khushi ki daleel ha aur agr dekhy k loag siyah aur maly kapry rakhty han iss ki tabeer awal k khilaf ha aur agar dekhy k unn k kapry neely han to musibat per daleel ha,
khwab mein murghi ka anda dekhna ki tabeer ha k shadi kary ga,
khwab mein murgi ke chuje dekhna ki tabeer ha k chota ghulam mily ga ya kaneez se larka hasil ho ga,
khwab mein murga dekhna ya paana ki tabeer ha k beta paaye ga ya ghulam wafadar se fayda hasil hoga,
khwab mein murghi ka gosht khana ki daleel ha k iss ki kaneez ya khadim ki taraf semaal mily ga,