khwab mein aara dekhna

khwab mein aara dekhna ki tabeer hai k aara kisi darakht per chalaya hai to judai ki daleel ha koi bichar jaaye ga pareshani ho ge aur agar aara kisi apny aziz per chalaya hai to khushi mily ge rahat naseeb ho ge aur agar aara kisi se kharida ha to farzand paida ho ga ya maweshi kharidy ga,