khwab mein urna

khwab mein urna

khwab mein urna
khwab mein urna

khwab mein urna ki tabeer hai k agar koi shaksh zameen se aasman ki tarf urta ha to bulandi k mutabiq sharf paaye ga aur agar urty urty aasman mein ghum ho jata hai to jald he iss duniya se rukhsat ho jaaye ga yani wafat paa jaye ga aur agar aasman per musalsal urr raha ha to neik kaam kary ga hajj kary ga, aur agar qibla ki janib urr ker wapas apni jagah per aa gia ha to safar se jald wapsi ho ge aur khair o afiyat se bohat sa nafa aur maal ghar laaye ga,

Leave a Comment