khwab mein khud ko akela dekhna

khwab mein khud ko akela dekhna ki tabeer hai k agar kisi hukmran ne yeah khwab dekha ha to woh apny audhay se mazool ker diya jaye ga aur agar kisi aam shaksh ne yeah khwab dekha ha to daleel hai k sharminda aur mutaj ho ga,